V-Ray me Users ko problem hoti hai Physical camera search krne me jab se V-Ray 3.0 aya hai usme 3dsmax 2016 ke baad users ko ya latest version 3dsmax users ko problems aati hai ki unko Command panel me camera ke tab me vray me usnko Physical camera nhi milta hai to wo kaha se lenge Physical camera?
jaise uper ke image me aap dekh skte ho 3dsmax 2016 se pahale ke 3dsmax version me
V-Ray ka V-Ray Physical Camera tha Pr 3dsmax 2016 se camera me V-ray section me
me sirf Vray dome camera hi milta hai,
agar aapko vray phusical camera chahiye to Vray toolbar me apko Physical camera milta hai,jaise hi physical camera pr click krte hai to physical camera create kr skte hai
Physical camera abhi standard camera section me hai to 3dsmax 2016 se default physical camera hai,jisse aap CTRL + C press kr ke bhi create kr skte ho
jaise ki old physical camera dekhe to usko new camera se compare karenge to kafi different lage ga isi se realated ek video bhi niche diya gya hai usse dekhiye
agar apko ye article pasnd aya hai to apne friends ko share kijiye thank u for reading