Autodesk 3ds Max, ye ek trah ka 3D Studio hai , jisko 3D Studio Max kahate hai ,yah ek professional 3D computer graphics program hai ,jiska. istemaal 3D animations, models, games or images banane me kiyaa jatta hai , yah Autodesk Media and Entertainment ke dvara banaayaa gyaa hai . Yah software windows or apple ke operating system pr kaam krta hai ,ise video game developers, or bahut se TV commercial studios or architectural visualization studios me istemaal kiyaa jataa hai.It iske istemaal se movie effects or movie pre-visualization me kaafi madad milti hai . is software me har saal isme auto desk company isme iske materials me update deti rhti hai jese modeling or animation tools me, 3ds Max ke shaders me (jese ki ambient occlusion or subsurface scattering), dynamic simulation, particle systems, radiosity, normal map creation or rendering, global illumination, a customizable user interface, or uske icons me , or uske theme me badlav late rhte hai
3dsmax jab 1988 me pahala realise huwa to uska naam 3D Studio Prototype rakha gya tab ye software sirf MS-DOS16-bit x86 me hi istemal hita tha ,fir 1990 ko iska naam 3D Studio pad gayaa ,fir uske baad 1992 me 3D Studio2,1993 me 3D Studio 3 or 1994 me 3D Studio 4 bas naam vahi rh gaya tha bass number aa gaye the 2,3,4,. phir jab 1996 ka dor chala 3D Studio MAX 1.0 realise huwa jise Windows NT 3.51, Windows NT 4.0 ke operating systems me istemaal kiyaa ja skta tha ,phir 1997 3D Studio MAX R2 realise huwa jo Windows 95 se Windows NT 4.0 ke operating systems me chaltaa tha .3D Studio MAX R2 jab 1999, Windows 98 and Windows NT 4.0 ME ISTEMAL KIYE JANE LAGAA ,is trah sr Discreet 3dsmax 4 se like Discreet 3smax 7.tak ki series 4,5,6,7 naam ke change krke saal ke 2000 se 2004 tak software updates huwe , phir 2004 ke baad Autodesk company ne 3ds Max ko kharid kr uska naam 2005 me Autodesk 3ds Max 8 rakha, usi trah 2006 me Autodesk 3ds Max 9 or 2007 me Autodesk 3ds Max 2008 2008me Autodesk 3ds Max 2009or 2009 me Autodesk 3ds Max 2010 or 2010 me Autodesk 3ds Max 2011orsaal 2011 me Autodesk 3ds Max 2012 or saal ke 2012 me Autodesk 3ds Max 2013or saal ke 2013 me Autodesk 3ds Max 2014. is itrah 2017 ke sal me Autodesk 3dsmax 2018 launch huwa hai jo Windows 7, Windows 8 and Windows 8or windows 10 ke OS par shi tarike se kaam krta hai
ye hai 3dsmax ki kaani
umid hai ki aapko yah article pasand ayaa hoga
is article ko padne ke kiye bahut bahut sukriya
aapka din subh ho
3dsmax aap kharidna chahte ho to is link pr jayiye: https://www.autodesk.in/products/3ds-max/