AutoCAD software ka full naam autodesk AutoCAD hai uska file save formate .cad,dxf,dwg etc hota hai uski file ko Android open krne ke trika ek hi hai
Pahale apko google play store ke searching bar pr type krna hai “AutoCAD” or search krna hai
“AutoCAD” search krne ke baad ” AutoCad -dwg Viewer and editer ” app ko install krna hai ,install krne ke liye install button pr press kre
puri tarah Install krne ke baad open kijiye..
jese hi open buttion pr press krenge Autodesk Autocad ka statring logo najar ayegaa or open hone ke kuch apko file dige gi autocad ki sample file .dwg format me
or niche ek circul me + plus button dekhe ga use press krte apko 5 (five) option milege file open krne ke ..
Create new file: naya file create krne ke liye hai
Open from device: dwg file ko apne phone ke storage se open kr skte hai
Google drive: Google drive me rakhhi dwg file aap open kr skte hai
Dropbox: Dropbox me rakhhi dwg file aap open kr skte hai
Onedrive(personal account) : Onedrive(personal account) me rakhhi dwg file aap open kr skte hai
Google play store se ” AutoCAD – DWG Viewer & Editor ” download krne ka link yahaa hai: Download
Uumid hai ki aapko yah article pasand ayaa hoga
is article ko padne ke kiye bahut bahut sukriya
Aaapka din subh ho