3Dsmax Me V-Ray Ka Setup Kaise Kre ?

3Dsmax me V-Ray render bahut hi Improrant role nibhata hai or usse bahut se 3d render ke kaam liya gya hai , jab koi bhi new 3Dsmax user new V-Ray install kr leta hai pr usse pata nhi hota ki kaise V-Ray ko 3Dsmax me kaise setup kre, is article me apko bataya jayega ki kase V-Ray ke mutabik 3Dsmax ko set krna hai

V-Ray ke setup krne se pahle jan lijiye ki jab aap setup nhi kro ge to kya problem hoti hai users ko

3Dsmax me pahle se hi default material editor rhata hai jobhi bhi use open krte hai to vray ka baterial front me nhi dikhta  

or render setup me default standerd ya metal ray or art render rahta hai, iski wajah se render krte wakt hamesa V-Ray me setup krna padta hai

or 3dsmax 2017 or 3dsmax 2018 ke version me ek or problem hai usme environment me exposure control me default me physical camera ka exposure set hota hai iski wajh se jabhi bhi V-Ray Render krte hai to White fog light jesa dikhta hai

or V-Ray setup krne se ye subh problem se chutkara miljayega apka material editer or render setup or enverment exposure cantrol bhi sahi se set ho jaye ga

ab dekhte hai ki ise setup kaise krte hai hai, sabh se pahle  pako custumize menu me jana kai or fir Custon UI and Default Switcher pr click krna hai

Fir uske baad apko  ek window open hoga ” choose initial setting for tool option and UI Layout” name  ka window hoga , usme do  column honge ek “Initial settings For tool options” or dosra “Ui Schemes” apko left side wale column me jake Max.vray select krna hai or right side me  DefaultUI select krna hai or set button press krna hai

set button press krte hi apko ek massege popup hoga ok  press krke 3dsmax restart kijiye

restart krne ke baad apka 3dsmax V-Ray ke mutabik set ho jaYega.

Agar aapko ye article passnd aya hai to apne friends ko share kro thanku  for reading,

Tagged , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , , ,

SPIN TO WIN!

  • Try your lucky to get discount coupon
  • 1 spin per email
  • No cheating
Try Your Lucky
Never
Remind later
No thanks